Iss Shahar Ke Log

(Note:- 1. Non-Hindi friends please scroll down for phonetic script :) 
             2. Don't forget to post critics/comments below. 
             3. Share it with your friend, if you like it )

"इस  शहर  के  लोग"

कितने अजीब हैं  इस शहर के लोग,
बस भागे जा रहे इस शहर के लोग.

वक़्त नहीं अपनों से गुप्तगू का,
राह चलते-चलते चाय का मज़ा लिए जा रहे इस शहर के लोग,
कितने अजीब हैं इस शहर के लोग.

वक़्त नहीं अपने महबूब से आंखें चार करने का.
बस की भीड़ में मोबाइल पे बात किये जा रहे इस शहर के लोग.
कितने अजीब हैं इस शहर के लोग.

वक़्त नहीं यारों की यारी का,
इन्टरनेट पे बस चैट किये जा रहे इस शहर के लोग,
कितने अजीब हैं इस शहर के लोग.

वक़्त नहीं बीवी के साथ सुबह के नाश्ते का,
ऑफिस की टेबल पे बर्गर का लुफ्त लिए जा रहे इस शहर के लोग.

कितने अजीब हैं इस शहर के लोग,
बस भागे जा रहे इस शहर के लोग. 


Phonetic script:-
 

"Iss Shahar Ke Log"


Kitne Ajeeb Hain  Iss Shahar Ke Log,
Bus Bhage Jaa Rahe Iss Shahar Ke Log.

Waqt Nahi Apno Se Guptgu Ka,
Raah Chalte-Chalte Chai Ka Mazaa Liye Ja Rahe Iss Shahar Ke Log
Kitne Ajeeb Hain Iss Shahar Ke Log.

Waqt Nahin Apne Mahaboob Se Aankhin Chaar Karne Ka
Bus Ki Bhid Main Mobile Pe Baat Kiye Jaa Rahe Iss Shahar Ke Log
Kitne Ajeeb Hain Iss Shahar Ke Log.

Waqt Nahi Yaron Ki Yari Ka,
Internet Pe Bus Chat Kiye Jaa Rahe Iss Shahar Ke Log
Kitne Ajeeb Hain Iss Shahar Ke Log.

Waqt Nahi Biwi Ke Saath Subah Ke Nashte Ka,
Office Ki Table Pe Burgar  Ka Luft Liye Ja Rahe Iss Shahar Ke Log.
Kitne Ajeeb Hain Iss Shahar Ke Log,
Bus Bhage Jaa Rahe Iss Shahar Ke Log.


Aashish "Joy Madhukaran"
@All right reserved 2008

Woh Ek Khwaab Tha, Bus Khwaab Sa Reh Gaya

(Note:- 1. Non-Hindi friends please scroll down for phonetic script :) 
             2. Don't forget to post critics/comments below. 
             3. Share it with your friend, if you like it )


'वोह एक ख्वाब था, बस एक ख्वाब सा रह गया'


ख़्वाबों में  न जाने वोह मुझसे कितनी बातें करता था,
कभी मुझसे रूठता,
तो कभी मुझे मनाया करता था,

वोह एक ख्वाब था, बस एक ख्वाब सा रह गया ।

ख़्वाबों में कभी मेरे बालों को वोह बिगाड़ा करता था,
कभी मुझसे झगड़ता,
तो कभी मुझे हँसाया करता था,
तो कभी युहीं झूठ-मुठ का रोया करता था,

वोह एक ख्वाब था, बस एक ख्वाब सा रह गया ।

ख़्वाबों में न जाने वोह कितने कदम मेरे साथ चलता था,
कभी कोई ग़ज़ल गुनगुनाता,
तो कभी कस के मेरा हाथ थाम लेता था,
तो कभी युहीं गले से लग जाता  था,

वोह एक ख्वाब था, बस एक ख्वाब सा रह गया ।

ख़्वाबों में कभी मेरे लबों पे अपने लबों को रख देता था,
कभी सीने पे सर रख  के सोता,
तो कभी कान में धीरे से कुछ कह जाता था,
तो कभी बे बात पे युहीं वो हँस देता था,

वोह एक ख्वाब था, बस एक ख्वाब सा रह गया ।

(Dont forget to click on share button) 


Phonetic script:-


'Woh Ek Khawaab Tha, Bus Ek Khawaab Sa Rah Gaya'


Khwaabon mein na jaane woh mujhase kitani baatain karata tha,
Kabhi mujhase ruthata,
To kabhi mujhe manaya karata tha,
Woh ek khawaab tha, bus ek khawaab sa rah gaya.

Khwaabon mein kabhi mere baalon ko woh bigaada karta tha,
Kabhi mujhase jhagadta,
To kabhi mujhe hansaaya karata tha,
To kabhi yuhin jhuth-mutha ka roya karata tha
Woh ek khawaab tha, bus ek khawaab sa rah gaya.

Khwaabon mein na jaane woh kitnai kadam mere saath chalta tha
Kabhi koi ġhazal gunagunata,
To kabhi kas ke mera haath thaam leta tha,
To kabhi yuhin gale se lag jata tha,
Woh ek khawaab tha, bus ek khawaab sa rah gaya.

Khwaabon mein kabhi mere labon pe apane labon ko rakh deta tha,
Kabhi sine pe sara rakh ke sota,
To kabhi kaan mein dhire se kuch kah jaata tha,
To kabhi be baat pe yuhin woh hans deta tha,
Woh ek khawaab tha, bus ek khawaab sa rah gaya.


 (Dont forget to click on share button)



Aashish "Joy Madhukaran"
@All right reserved 2012

Na Mila Karo

(Note:- 1. Non-Hindi friends please scroll down for phonetic script :) 
             2. Dont forget to post critics/comments below. 
             3. Share it with your friend, if you like it )


" न मिला करो " 

न सवाल बनकर मिला करों,
न जवाब बनकर मिला करों,
जिन्दगी हो तुम,
मुझसे जिन्दगी की तरह मिला करों ।

न दोस्त बनकर मिला करों,
न रकीब बनकर मिला करों,
इंसान हो तुम,
मुझसे इंसान की तरह मिला करों ।

न आस बनकर मिला करों,
न निराश बनकर मिला करों.
हकीकत हो तुम,
मुझसे हकीकत की तरह मिला करों ।

न आवाज़ बनकर मिला करों,
न खामोश बनकर मिला करों,
राग हो तुम,
मुझसे राग की तरह मिला करों ।

न अहसास बनकर मिला करों,
न जज़्बात बनकर मिला करों,
इबादत हो तुम,
मुझसे इबादत  की तरह मिला करों ।

न धुप बनकर मिला करों,
न छावं बनकर मिला करों,
वक़्त हो तुम,
मुझसे वक़्त की तरह मिला करों ।


Phonetic script:-

" Na Mila Karo "

Na sawal bankar mila karo,
Na jawab bankar mila karo,
Zindagi ho tum,
Mujhse zindagi ki tarah mila karo.

Na dost bankar mila karo,
Na raqeeb bankar mila karo,
Insaan ho tum,
Mujhse insaan ki tarah mila karo.

Na aas bankar mila karo,
Na niraash bankar mila karo.
Haqeeqat ho tum,
Mujhse haqeeqat ki tarah mila karo.

Na aawaz bankar mila karo,
Na khamosh bankar mila karo,
Raag ho tum,
Mujhse raag ki tarah mila karo.

Na ehasaas bankar mila karo,
Na jazbaat bankara mila karo,
Ibaadat ho tum,
Mujhse ibaadat ki tarah mila karo.

Na dhup bankar mila karo,
Na chhawn bankar mila karo,
Waqt ho tum,
Mujhse waqt ki tarah mila karo.



 (Dont forget to click on share button)



Aashish "Joy Madhukaran"
@All right reserved 201
2

भूल जा

(Note:- 1. Non-Hindi friends please scroll down for phonetic script :) 
             2. Critics/comments invited. 
             3. Share it with your friends, if you like it :).
)

जिसे पा न सका उसे तू भूल जा,
जो हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा |

उन हँसी ठहाको को तू भूल जा,
जो मुस्कराहट हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा,
जिसे पा न सका उसे तू भूल जा,
जो हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा |

उन कसमों वादों को तू भूल जा,
वक़्त जो हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा.
जिसे पा न सका उसे तू भूल जा,
जो हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा |

उन किस्से कहानियो को तू भूल जा,
जो शब्द हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा.
जिसे पा न सका उसे तू भूल जा,
जो हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा |

उस हम सायें को तू भूल जा,
जो परछाई हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा.
जिसे पा न सका उसे तू भूल जा,
जो हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा |

 उन खाव्बों ख्यालों को तू भूल जा,
जो धड़कन हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा.
जिसे पा न सका उसे तू भूल जा,
जो हें साथ तेरे उसका तू साथ निभा |



Phonetic script:-

Jisē pā na sakā usē tū bhūl jā,
Jō hēin sāth tērē usakā tū sāth nibhā.

Un hansī thahākō kō tū bhūl jā,
Jō muskarāhaṭa hēin sātha tērē usakā tū sātha nibhā,
Jisē pā na sakā usē tū bhūl jā,
Jō hēin sāth tērē usakā tū sāth nibhā.

Una kasamōn vādōn kō tū bhūl jā,
Waqt jō hēin sātha tērē usakā tū sāth nibhā.
Jisē pā na sakā usē tū bhūla jā,
Jō hēin sāth tērē usakā tū sātha nibhā.

Un kis'sē kahāniyō kō tū bhūla jā,
Jō śhabd hēin sāth tērē usakā tū sāth nibhā.
Jisē pā na sakā usē tū bhūla jā,
Jō hēin sāth tērē usakā tū sātha nibhā.

Us hum sāyēin kō tū bhūl jā,
Jō parachā'ī hēṁ sātha tērē usakā tū sātha nibhā.
Jisē pā na sakā usē tū bhūla jā,
Jō hēin sāth tērē usakā tū sātha nibhā.

Una khāvbōn khyālōn kō tū bhūla jā,
Jō dhadkan hēin sātha tērē usakā tū sātha nibhā.
Jisē pā na sakā usē tū bhūla jā,
Jō hēin sāth tērē usakā tū sātha nibhā.
 


Aashish "Joy Madhukaran"
@All right reserved 201
2

bōlōgē kab

Khāmōśh  ānkhēn, udās lab,
Pūch rahē thē bōlōgē kab.

Main bīch majhadhāra khaṛī hūn,
Tērē kalpnādhara paṛī hūn,
Khāmōśh  ānkhēn, udās lab,
Pūch rahē thē bōlōgē kab.

Bhādō bitā, sāvana bitā,
Bitā bitā basant bahār,
Khāmōśh  ānkhēn, udās lab,
Pūch rahē thē bōlōgē kab.

Haradam chēṛē mujhakō saṅkhiyā,
Har kō'ī karē tērī hi batiyā,
Khāmōśh  ānkhēn, udās lab,
Pūch rahē thē bōlōgē kab.

Aba na tū dēr lagā rē,
Mujhakō yūn nā satā rē,
Khāmōśh  ānkhēn, udās lab,
Pūch rahē thē bōlōgē kab.

Khāmōśh  ānkhēn, udās lab,
Pūch rahē thē bōlōgē kab.


 Aashish "Joy Madhukaran"
@All right reserved 201
2

Abhi Bhi

(Note:- Phonetic script and English translation is below for all non-Hindi friends :))


जिन्दा हूँ मैं अभी भी,
किसी की यादों  में, 
किसी की बातों में |

गूंज मेरी हैं अभी भी,
उन बेजां रास्तों के सन्नाटों में, 
उन पत्तों की आहटों में |

जिन्दा हूँ मैं अभी भी,
किसी की यादों  में, 
किसी की बातों में |

अक्स मेरा हैं अभी भी,
किसी टूटे कांच के टुकड़े में,
किसी प्यासे कुएँ के पानी में|

जिन्दा हूँ मैं अभी भी,
किसी की यादों  में, 
किसी की बातों में |

परछाई हैं मेरी अभी भी,
चबूतरे पे उस खेल में. 
पलाश के उस पेड़ में |

जिन्दा हूँ मैं अभी भी,
किसी की यादों  में, 
किसी की बातों में |

निशाँ मेरे हैं  अभी भी,
दीवारों के उस सफ़ेद में, 
दरवाज़ों के उन भेद में |

जिन्दा हूँ मैं अभी भी,
किसी की यादों  में, 
किसी की बातों में |

सिलवटें हैं मेरी अभी भी,
किसी किताबों के उन पन्नो में, 
घंटें के उन पहरों में |

जिन्दा हूँ मैं अभी भी,
किसी की यादों  में, 
किसी की बातों में |


Phonetic script and English translation:- 

Jindā hūn main abhī bhī,
[I am still alive,]
Kisī kī yādōn mēin,
[In the someone’s remembrances,]
Kisī kī bātōn mēin.
[In the someone’s talks.]

Gunj mēri hain abhī bhī,
[My echo is still there,]
(Un bējān rāstōn kē sannāṭōn mēin,)
[In the silence of lifeless roads,]
(Un pattōn kē  sāhaṭōn mēin.)
[In the sounds of the leaves.]

Jindā hūn main abhī bhī,
[I am still alive,]
Kisī kī yādōn mēin,
[In the someone’s remembrances,]
Kisī kī bātōn mēin.
[In the someone’s talks.]

Aks mērā hain abhī bhī,
[My reflection is still there,]
Kisī ṭūṭē kāan̄ch kē ṭukaṛē mēin,

[In the part of some broken mirror,]
Kisī pyāsē ku'ēn kē pānī mēin.
[In the water of some thirsty Well.]

 
Jindā hūn main abhī bhī,
[I am still alive,]
Kisī kī yādōn mēin,
[In the someone’s remembrances,]
Kisī kī bātōn mēin.
[In the someone’s talks.]

Parachā'ī hain mērī abhī bhī,
[My shadow is still there,]
Chbūtarē pē us khēl mēin.
[In the play on Terrace/platform,]
Palāśh kē us pēṛ mēin.
[In the trees of the flame of the forest.]

Jindā hūn main abhī bhī,
[I am still alive,]
Kisī kī yādōn mēin,
[In the someone’s remembrances,]
Kisī kī bātōn mēin.
[In the someone’s talks.]

Niśān mērē hain abhī bhī,
[My marks are still there,]
Dīvārōn kē us safēd mēin,
[In the white painted walls,]
Daravāzōn kē un bhēd mēin.
[In the doors secrete hole.]

Jindā hūn main abhī bhī,
[I am still alive,]
Kisī kī yādōn mēin,
[In the someone’s remembrances,]
Kisī kī bātōn mēin.
[In the someone’s talks.]

Silavaṭin hain mērī abhī bhī,
[My crumples/wrinkles are still there,]
Kisī kitābōn kē un pannō mēin,
[In the some pages of books,]
Ghaṇṭin kē un paharōn mēin.
[In the hours of 8th of the day.]

Jindā hūn main abhī bhī,
[I am still alive,]
Kisī kī yādōn mēin,
[In the someone’s remembrances,]
Kisī kī bātōn mēin.
[In the someone’s talks.]



 Aashish "Joy Madhukaran"
@All right reserved 201
2